Namo Namo Shankara
Play Audio:
Jai Ho Jai Ho Shankara (1234)
Aadi Dev Shankara (1234)
Tere Jaap Ke Bina (1234)
Chale Ye Saans Kis Tarha (1234)
Mera Karm Tu Hi Jaane
Kya Bura Hai Kya Bhala (1234) (1234)
Tere Raaste Pe Main Toh
Aankh Moond Ke Chala (1234) (1234)
Tere Naam Ki Jot Ne
Saara Har Liya Tamas Mera
Namo Namo Ji Shankara
Bholenath Shankara
Jai Triloknath Shambhu
Hey Shivay Shankara !!
Namo Namoi Ji Shankara
Bholenath Shankara
Rudradev Hey Maheshvara
Srishti Ke Janam Se Bhi (1234)
Pehle Tera Vaas Tha (1234)
Ye Jag Rahe Ya Na Rahe (1234)
Rahegi Teri Aastha (1234)
Kya Samay .. Kya Pralay
Dono Mein Teri Mahaanta
Mahaanta .. Mahaanta
Seepiyon ki oth men (1234)
Motiyan ho jis tarah (1234)
Mere mann men Shankara (1234)
Tu basa hai us tarah (1234)
Mujhe bharam tha jo hai mera
Tha kabhi nahin mera (1234) (1234)
Arth kya, nirarth kya
Jo bhi hai sabhi tera (1234) (1234)
Tere saamne hai jhuka
Mere sar pe haath rakh tera
Namo Namo …..
Chandrama lalaat pe (1234)
Bhasma hai Bhujaaon men (1234)
Vastra baagh chaal ka (1234)
Hai Khadaun paav men (1234)
Pyaas kya ho tujhe
Ganga hai teri jataaon men
Jataaon men, Jataaon men
Doosron ke vaaste (1234)
Tu Sadaiv hi Jiya (1234)
Maanga kuch kabhi nahin (1234)
Tune sirf hai diya (1234)
Samudra manthan ka
Thaa samay jo aa pada (1234) (1234)
Dvandva donon lok men
Vishamrit pe tha chhida (1234) (1234)
Amrit sabhi men baat ke
Pyala vish ka tune khud piya
Namo Namo …..
Practice with track